KAATAY NA KATAY LYRICS – Aima Baig, Humera Arshad & Rachel Viccaji | Coke Studio, S10, E6

KAATAY NA KATAY LYRICS from Coke Studio 10 (2017): This song is sung by Aima Baig, Humera Arshad & Rachel Viccaji. The music of this song is directed by Ali Hamza. And the lyrics of KAATAY NA KATAY from Coke Studio Pakistan Season 10, Episode 6 are penned by Saifuddin Saif & Ali Hamza.

Song Credits
Song: Kaatay Na Katay
Singer: Aima Baig, Humera Arshad & Rachel Viccaji
Lyrics: Saifuddin Saif & Ali Hamza
Music: Ali Hamza
Music Production: Strings on Coke Studio

Kaatay Na Katay Lyrics

Be-khabar Tujh Ko Kya Fikar
Kaisa Ho Gaya Hai Yih Mujh Pe Jo Asar
Main Luti Haan Luti
Main Saari Bas Tere Liye

Sun Sitam-gar Kuchh To Rahm Kar
Mar Jaaoon Gi Main Nah Tu Mila Agar

Sohne Sapnon Ki Duniya
Sajaayi Main Ne Tere Liye

Yun Na Sata Dil Nah Jala
Tere ishq Men Hoon Main Mubtala

Deedaar Kara De
Ik Baar Phir Mujhe Pyaar De

Kaate Na Kate Re Ratiyan
Saiyan Intizaar Men (x2)

Haye Haaye Main To Mar Gayi
Bedardi Tere Pyaar Men (x2)

Kaate Nah Kaṭe Re Ratiyan

Hoon Besabar
Mujh Ko Hai Yih Ḍar
Bhool Jaana Nah Mujhe Sun Oh Dilbar

Har Sukoon Har Khushi
Lutaayi Main Ne Tere Liye

Din Rain Tire Sapnon Men Rahun
Tu Aaye Na Jaaye Main Kaa Se Kahun

Din Rain Tire Sapnon Men Rahoon
Tu Aaye Na Jaaye

Ho Kaahe Sataaya Tu Ne
Sapna Dikhaaya Tu Ne
Sapna Dikhaaya

Yun Na Sata Dil Na Jala
Tere ishq Men Hoon Main Mubtala
Deedaar Kara De
Ik Baar Fir Mujhe Pyar De

Kaatay Na Kaatay Na

Kaatay Na Katay Re Ratiya Saiyan Intezar Mein (x2)

Haye Haaye
Main To Mar Gayi Bedardi Tere Pyar Mein
Oye Hoye Main To Mar Gayi Be-dardi Tere Pyaar Mein

Main To Mar Gayi Bedardi Tere Pyaar Men

Tere Pyaar Mein (x3)

Yoon Na Sata Dil Nah Jala
Tere ‘ishq Men Hoon Main Mubtala
Deedaar Kara De
Ik Baar Phir Mujhe Pyaar De
Tere Pyaar Mein, Tere Pyaar Mein

(Visited 691 times, 1 visits today)

You Might Be Interested In